Advertisement

Ek kahaani sunaun? “Bahut pehle ki baat hai, jab Peshawar mein ek aadmi paida hua uska naam tha – Raj. Bollywood ki aag aisi faili, ki Raj kuch saalo mein star ban gaya. Usne drama movies mein kaam kiya, din raat shooting ki, jaan laga di aur apni pehchaan banayi. Ab uska beta aaya, naya hero – Rishi.”